Monday, July 25, 2011

Jub khuda se tum kuch mango......

Jub khuda se tum kuch mango
Aur na mile to samaj lena k
Tumhe khuda se koi aur mang raha he.


Aankho se arman jiya karte he,
Sanso se insaan jiya karte he,
Jab jab palake zapakti he,
Soch lena hum aapko yad karte he.


Nazaro k juban wo wo samaz nahi pate,
Hot hamare kuch kah nahi pate,
Dil apni majburi bataye kaise.
Koi he jinaki bina hum rah nahi pate.

No comments:

Post a Comment