Monday, October 10, 2011

Pyar jab milta nahi to hota Q Hai...

Pyar jab milta nahi to hota Q Hai
Agar khwabo me wo aaye to in$aan sota Q he
Jab yehi pyar aankho ke $amne ki$i Or ka ho jye
To dil itna rota Q hai!!!

ROSHNI kab kam hui pata hi na chala,
KHUSHI kab gum hui pata hi na chala
Aapki YAD me khoye kuch is tarah,
ANKH kab nam hui pata hi na chala

Dil ki zarurt har jaan ko hoti hai,
Taro ki jarurt har aasma ko hoti hai,
Humari tmnna hai salamat rahe aap
Kyunki ache insan ki zarurt har insan ko hoti hai..

No comments:

Post a Comment