Thursday, April 7, 2011

Mana aaj unhe hamara khayal nahi....

Mana aaj unhe hamara khayal nahi,
Jawab dene ko ham raji he par koi sawal nahi,
Puncho unake dilse kya hum unake yaar nahi,
Kya hamase milaneko wo bekarar nahi?


Mushkilon me sath nibhanewale tera shukriya,
Dil me basanewale tera shukriya,
Kaun karta hain is jamane me kisise dosti,
Hame dost kahne wale tera shukriya


Tanhai ka mosam hain,
Me hu or saath me gum hain,
Bus ye soch ke muskura diya karata hu,
Kyu ke meri jan ne kaha tha ki haste rehna
Tujhe meri kasam he....!!!

2 comments:

  1. Tanhai ka mosam hain,
    Me hu or saath me gum hain,
    Bus ye soch ke muskura diya karata hu,
    Kyu ke meri jan ne kaha tha ki haste rehna
    Tujhe meri kasam he....!!!

    ReplyDelete