Sunday, April 17, 2011

Hum bhi dekhenge teri wafa kaun si hain....

Hum bhi dekhenge teri wafa kaun si hain,
Dil jisape marta hain wo ada kaunsi hain,
Ya to karde qatal ya lagale sine se,
Bata in donome teri marzi kaunsi hain?



Aasjiyane tut jate hain ek tufan se,
Zindagi badal jati hain ek insaanse
Kya-kya chupaoge humse,
Khamoshi bahut kuch keh jati hain ek muskaan se.



Leke ham dusaroki hasi kya kare,
Jo apani nahi wo khushi kya kare,
Tanha jinese behter he mar jaye ham,
Jab sath nahi tum to zindagi jikar kya kare.

No comments:

Post a Comment